Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUmrao Jaan (1981)
HomeUmrao Jaan (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye bas ek baar mera kahaa bas ek baar mera kahaa maan lijiye bas ek baar mera kahaa maan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye iss anjuman mein aap ko iss anjuman mein aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa iss anjuman mein aap ko iss anjuman mein aap ko aana hai baar baar aana hai baar baar deewaro dar ko gaur se deewaro dar ko gaur se pehchaan lijiye deewaro dar ko gaur se pehchaan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye maana ke doston ko nahin dostoooon doston ko nahin maana ke doston ko nahin dosti ka paas lekin ye kya ke gair ka lekin ye kya ke gair ka ehsaan lijiye lekin ye kya ke gair ka ehsaan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye kahiye to kahiye to aasmaaaaan ko kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laayen mushkil nahin hai kuchh bhi mushkil nahin hai kuchh bhi agar thaan lijiye mushkil nahin hai kuchh bhi agar thaan lijiye
in aankhon ki masti ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain mastaane hazaaron hain in aankhon se vaabasta in aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain afsaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke ik tum hi nahin tanha aa aaa ik tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva ulfat mein meri rusva iss shaher mein tum jaise iss shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain deewaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke aa aa aaa aa ik sirf humi main ko ik sirf humi main ko aankhon se pilaate hain aankhon se pilaate hain kehne ko to duniya mein kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain maikhaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke iss shamme pharoza ko aa aa aa iss shamme pharoza ko aandhi se darraate ho aandhi se darraate ho iss shamme pharoza ke iss shamme pharoza ke parwaane hazaaron hain parwaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke
aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa justajoo jiski thi us ko to naa paayaa hum ne justajoo jiski thi us ko to naa paayaa hum ne is bahaane se magar dekh lee duniyaan hum ne justajoo jis ki thi tujh ko rusawaa naa kiyaa aa aa aaaa aa tujh ko rusawaa naa kiyaa khud bhi pashemaan na huye ishq ki rasm ko ishq ki rasm ko is tarha nibhaayaa hum ne ishq ki rasm ko is tarha nibhaayaa hum ne justajoo jiski thi kab mili thi kahaan bichhadi thi aa aa aaaa kab mili thi kahaan bichhadi thi humen yaad nahin zindagi tujh ko to zindagi tujh ko to bas khaab mein dekhaa hum ne zindagi tujh ko to bas khaab mein dekhaa hum ne justajoo jiski thi aye adaa aa aa aaaa aye adaa aur sunaaye bhi to kyaa haal apna umr kaa lambaa safar umr kaa lambaa safar tay kiyaa tanhaa hum ne umr kaa lambaa safar tay kiyaa tanhaa hum ne justajoo jiski thi us ko to naa paayaa hum ne is bahaane se magar dekh lee duniyaan hum ne justajoo jiski thi
kaahe ko byaahe bides are lakhiya baabul mohe hum toh baabul tore bele ki kaliyaan are ghar ghar maange hain jaaye are lakhiya baabul mohe hum to baabul tore pinjre ki chidiyaan are kuhuk kuhuk rate jaaye are lakhiya baabul mohe mehalan tale se dola jo nikla are biran mein khaaye pachhad are lakhiya baabul mohe bhaiya ko diyo baabul mehalaan do mehalaan are hamko diyo pardesh are lakhiya baabul mohe
allaah allaah allaah allaah aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaa allaah allaah pratham dhar dhyaan dinesh pratham dhar dhyaan dinesh brahma vishnu mahesh brahma vishnu mahesh pratham dhar dhyaan ab mori naiyyaa paar karo tum ab mori naiyyaa paar karo tum hazrat nizaamuddeen auliyaa hazrat nizaamuddeen auliyaa ab mori naiyyaa paar karo tum sugam vichaar aayo mann maa sugam vichaar aayo mann maa kab piyaa aaye more mandirvaa kab piyaa aaye more mandirvaa sugam vichaar biraj mein dhoom machaayo kaanhaa biraj mein dhoom machaayo kaanhaa kaise kar jaaun apne dhaam kaise kar jaaun apne dhaam biraj mein dhoom machaayo kaanhaa biraj mein dhoom darshan do shankar mahaadev darshan do shankar mahaadev mahaadev tihaare charan bin more kal naa padat ghadi palchhin din mahaadev tihaare charan bin more kal naa padat ghadi palchhin din darshan do shankar mahaadev pakdat baiyaa mori banvaari pakdat baiyaa mori banvaari chudiyaan darak gayin saari anaadi chudiyaan darak gayin saari
ye kya jagah hai doston ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan had e nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai gubaar hi gubaar hai ye kya jagah hai doston ye kis maqaam par hayaat ye kis maqaam par hayaat mujhko le ke aa gayi mujhko le ke aa gayi naa bas khushi pe hain jahaan naa bas khushi pe hain jahaan naa ghum pe ikhtiyaar hai naa ghum pe ikhtiyaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai tamaam umr ka hisaab tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi maangti hai zindagi ye mera dil kahe to kya ye mera dil kahe to kya ke khud se sharmsaar hai ke khud se sharmsaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai bulaa raha hai kaun bulaa raha hai kaun mujhko chilmano ke uss taraf mere liye bhi kya koi mere liye bhi kya koi udaas beqaraar hai udaas beqaraar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan gubaar hi
zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Cheez Kya Umrao Jaan (1981) 06:13 14378
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:13   Song Number : 14378   

In Aankhon Ki Masti Umrao Jaan (1981) 05:44 20581
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:44   Song Number : 20581   

Justajoo Jiski Thi Umrao Jaan (1981) 04:40 20696
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Naseeruddin Shah
Duration : 04:40   Song Number : 20696   

Kaahe Ko Byahe Bidesh Umrao Jaan (1981) 04:52 38715
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Amir Khusro
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
Duration : 04:52   Song Number : 38715   

Pratham Dhar Dhyan Umrao Jaan (1981) 05:35 15058
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Rekha
Duration : 05:35   Song Number : 15058   

Ye Kya Jagah Hai Umrao Jaan (1981) 06:17 14380
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:17   Song Number : 14380   

Zindagi Jab Bhi Umrao Jaan (1981) 05:04 14381
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Rekha, Naseeruddin Shah
Duration : 05:04   Song Number : 14381